Blogger Blog me New post Kaise kare

Blogger Blog me New post Kaise kare


Kya app janna chahate hai.blogger blog yani website par new post kaise karte hai ?? or blog post ko likhne ke baad public kaise karte Aaj is post par sikhenge Website, blogger blog par post kaise karte hai ?? Agar app apne abhi website nahi banaya hai. Toh app Read kare Website kaise banaye puri jankari hindi me jane .



Dost jab koi dost new blogging me ate hai. usko blogger website par new post kaise karte hai. is problem me aksar rahjate hai. or aaj is post par hum is problem ke solution leke aaya hu.... blog website par post public karna bahut asan hai. Par website me dalna or achhe se seting ke use karna bahut jaruri hai.. Toh dost chal age barte hai. Blog website par new post kaise karte hai ??
Blog-Par-Naya-post-kaise-likhe
Blog par New Post Kaise likhe ?? Blogger Par New Post Karne ke Tarika Hindi me




Blog post kaisa hona chahiye jo google par jaldi show karte hai ??







Dosto yeh ek bahut badhiya sawal hai.. blog me jo post likhte hai ?? wo jaldi agar google show karna chahte hai ?? toh apko google ke rule ko manna hoga ?? tabhi apke post google par show karega.. toh chaliye jante hai.. blog website par kaise post public kare jo google par jaldi show karta rule ke bare ??



blog website par new post likhne ke kuch rule jo apke janna bahut jaruri hai ??






  1. Jis topic par app post karna chahate hai. is topic ke bare me apka puri jankari hona bahut jaruri hai. taki agar kisi ko samajhne me problen aaye toh wo comment karega. or app wo comment ke replay dene me koi problem nahi hoga chahiye.. agar apke blog technology me hai. toh yeh point bahut jaruri hai.
  2. blog post ke title aisa hona chahiye hai.. jo samajh me me koi problem lage..
  3. blog post par toh ek image jarur chahiye jo post ke related .. Jaise agar Shah Rukh khan ke bare me post karna chahate hai. Toh Shah Rukh khan ka hi photo use kare... Or kisi other actor ka photo use na kare..
  4. kisi post ko shot me post likh kar public na kare ?? Jo post karna chahate hai blog par. Wo post puri jankari ke sath share
  5. Blog post me app 500+ work use jarur kare ?? Or blog post ko sorol simple me likhe jo padhne or samjhne me asan hai.
  6. Apne blog post ko chote chote pragraph me likhe. or app kisi blog ya website ke post ko copy karke apne website me paste mat karna agar yeh point app koroge toh app kabhi mat sochna ki apke blog post google par show karega.




Blogger blog yani website par new post kaise kare ??





Dost agar app blog website par port karna chahate hai. to apka blog ya website hona bahut jaruri hai. agar app abhi tak website nahi banaya hai..Website kaise banaye post yaha read kare ??
shaye apne website jarur banaya hai. or app janna chahate hai. website par naya post kaise kare toh chaliye main topic par Ate hai.



Blog par new post kaise kare ?? Blogger Blog Par Naya Post Kaise likh kar Public kare Hindi me jane ??


Steps 1: blog par new post karne ke liye sabse pahle app blogger.com par jaye or Gmail id se log in kare..



Steps 2: Ab app blogger Dashboard New Post par click kare..
Blog-Par-Naya-post-kaise-likhe
Blogger Par New post kaise kare ?? NEW POST button par Click kare


Steps 3: jab app new post button par click karoge. tab ek new page open hoga. yaha app blog ke liye post likh sakte hai.. Jaise Aap Image Dekhe or Post ko follow koro
< table align="center" cellpadding="0" cellspacing="0" class="tr-caption-container" style="margin-left: auto; margin-right: auto; text-align: center;">
Blog-Par-Naya-post-kaise-likhe
Blogger par New post kaise likhe ?? BLOG POST LIKHNE KE OPTIONS PHOTO

upar image dekhe or options follow kare...


  1. Post title► yaha par app blog post ke title yani post name dale jaise mere blog ka post hai. Blogger Blog Me New Post Kaise Public Kare ?? post title aisa hona chahi hai. jiska value ho. jaise google par koi karenge toh apke post aye matlab aisa post title mat dale jo jiska value nahi hai. jaise agar hum is post ko jane post likhte hai ?? aisa title likhunga. koi nahi padh sakte hai. or maximum 50-70 work ka blog post title me jarur use kare.
  2. Blog post design option- yaha par Blog ko design kar sakte hai. Jaise ki nlog post ki kisi Word ko Bold , Stylish Underline, color , Background color kar sakte hai. Or bhi bahut kuch blog post ke sari design yaha mil jayega.
  3. Post Body Yaha par aapka post likh sakte hai. Aap yaha jike bare New Blog Post likhna chahate hai. yaha details me likh sakte hai. Aap isme kuch bhi likh sakte hai. Par agar post ko famous karna chahate hai. Jaise kuch bhi koi aapke blog post ke related kisi bhi search engine se jaise Google, bing, yahoo toh aapke hi post show kare. Toh aapko Achhe se post likhna hai. Or post me pragragh
  4. Blog Post Options
    Label: Yaha par aapne blog post se related koi bhi label use kar sakte hai, aap blog post likh raha hai wo kis category ke hai. Wo daale jaise agar aap kisi filmy star ke bare me likh raha hai. Toh label filmy ya movies aise kuch bhi likh sakte hai. Or aaj ke mere blog post ke label yani category hai. Blogger kyuki aap ke post blogger yani blog ke bare me hai.

    Post Schedule: yaha aap Blog post ke Public Date select kar sakte hai. Yaha aap kisi date select kar sakte hai. Jo date me aap aapke Blog post public karna chahate hai, wo date yaha select kare,
    Permalink: Yaha se aap aapne Blog Post Ka Url Link Change Kar sakte hai. Blog Post title Ke Anusar Link/url hojata hai, Jaise Https://technohindigyan.blogspot.in/2017/01/Blogger-blog-par-new-post-kaise-kare-hindi-me-puri-jankari.html Change karke Aisa Https://technohindigyan.blogspot.in/2017/01/Write-New-blog-post.html.

    Location: Yaha par aapna location de sakte hai, jaise Aap Kis Country, kis Jagah par post likh raha hai Wo location de sakte hai,
    Post Description: yeh option bahut hi Important hai, Google Ya kisi Search Engine me Post Title ke niche Jo Show hota hai Wo hai Post Description . Aap aapne Blog Post ke bare me 160 Word yaha likhe. Jaise Post Me kya kya jankari hai ?? SEO [Search Engine Optimize] Ke Liye Yeh Bahut hi important hai,
    Options yani Setting: yaha par Aap Post ka Settings Change kar sakte hai,
Yaha Par Aapko 4 Options milega jaise Public, Save, Preview, Close yeh post public karne ke main point toh choliye Details me jante hai,

Public: Agar Aapka Blog Post pura Complete hogeya hai to Aap post ko Public kar sakte hai, Post Public karne baad koi bhi Wo Post Padh sakte hai, Or koi bhi post ko share kar sakte hai,
Save: Agar Aapke Post Post Bhi Puri Nahi Likha huya hai to aap abhi Post ko Save Kar Sakte hai. Save Kiya hu Post Aap Kabhi bhi baad me Public kar sakte hai, Or Save Kiya huya Blog Post Sirf aap hi Dekh Sakte hai. Public nahi Dekh Sakte hai.
Preview: Kya Aap dekhna Chahate hai. Ki Blog Post Public hone ke baad kaise dikhega. Toh Aap Yaha dekh sakte hai. Agar blog post me Galat hua To Aap Edit Karke Public kar sakte hai. Blog Post Public karne se pahle Aap Ek Baar Post Preview karke Jarur dakhe,
Close: Kya Aap Jo Blog Post Likh Raha the Wo Post Nahi Likhna Chahate hai. To Aap Close Kar sakte hai, close par Click karne ke Baad Blog Post Ki page Close Ho jayega.


Aapne Shikh Liya Dost Blogger Blog Par New Post Kaise Karte hai ? Blog Post Kaise Public karte Hai ? Blogspot Blog me New Post Kaise likhte hai ? How To Write A New Blog Post In Hindi Full Guide ?? Aapne Dekha Hoga Blog Post Public Karna Kitna Aasan Hai.




Agar Blog par Naya Post Likhna Ya Blogging Ke Bare me koi Bhi Problem ho toh Aap Is Post Comment Box par Comment Jarur Jare...

Blogging Ke Bare Me or Post Read Karne ke liye Yaha Click kare

13 Responses to "Blogger Blog me New post Kaise kare"

  1. Anonymous13:23

    Nice Post

    ReplyDelete
  2. mujea apki Post se kafi help mili hai

    ReplyDelete
  3. Sir muje technology me bahut jayada intereste h aur ma hi mere paas computer h aur na hi itne paise aur Ghar wale Dene se Mana KR rahe h bolte h ki kuch nhi hota inse to sir plz muje koi esha tarika batao jis se me kami KR saku ya apne blog ke liye domain kharid saku. Plz sirr

    Sir Kya me Bina domain ke ads laga kar paise Kama skta hu agr laga skta hu to plzzzz muje bataiye sir. Aur mere blog konek baar visit karke dekho agar koi kami ho to muje batao sir plz

    My blog

    https://mkmandawar.blogspot.in/?m=1

    ReplyDelete
    Replies
    1. M.k bhai pahle toh aapko Thanks Kahunga..... Don't worry friend aap aapne mobile me bhi blogging kar sakte hai . or Nina kisi domain name me bhi Blogging kar sakte hai.. Abhi just Rs- 99 Me domain name mil raha hai Bhai ....

      Delete
  4. Good information Sir your blog post

    ReplyDelete
  5. bahut hi badhiya article hai. My Hindi blog BeHindi

    ReplyDelete
  6. Today Im Going To Reveal My Secret Tonic Which Keeps Me Slim And Fit ,I Use Safi For Weight Loss..  
    Safi For Weight Loss In Hindi (वजन घटाने के लिए साफी) साफी पिंपल मुक्त त्वचा के लिए / Safi For Pimple Free Skin.

    क्या आप ग्रीन टी की तलाश में हैं? Best Green Tea For Weight Loss And Skin In Hindi.
    इस लेख में, हम बाजार में उपलब्ध शीर्ष हरी चाय के बारे में जानकारी देंगे।
    इस आर्टिकल में हम Top 5 best green tea for weight loss के बारे में बात करेंगे
    5 Best Green Tea For Weight Loss In Hindi & English
    योग कितने प्रकार के होते हैं?

    कितने आसान होते हैं?

    सभी आसनों के अंत में कौन सा आसन करना चाहिए?

    सबसे अच्छा प्राणायाम कौन सा है?

    आसन कितने प्रकार से किए जाते हैं ? 

    योग कितने प्रकार के होते हैं ?आसनों के प्रकार [ योग आसन कितने प्रकार के होते हैं ? ] (Types Of Yoga Asanas) 13+ Asanas List With Photos

    ReplyDelete
  7. kafi helpful article ha sabhi ke liye fir aap free article likhna chahte ha ya article ko spin karna chahte ha to aap humare free tools ko use kar sakte hain checkout website [mafiaseotools.com] 80+ seo free tools

    ReplyDelete
  8. Helpful Guide for me. Thanks for Sharing!

    ReplyDelete
  9. Amazing content its very informative as well as interesting too..I really like it please visit my site for
    faridabaad result
    Satta Result
    sattaking
    play bajar
    Satta king disawar
    kolkata fatafat
    satta king
    satta king up
    sms bomber

    ReplyDelete

दोस्तों अगर आपको इस post से कई भी Problem हो तो ऊपर Comment Box पर अपना Comment share करे । में आपके किसी भी Problem का Solution जरूर दूंगा ।आप से Request आप मेरे site का Privacy Policy Page के Rule को जरूर Read करे

Iklan Atas Artikel