Comment Rules

Welcome to My Help Trick Comment Rules Page

My Help Trick ek aesi website hai. jispar Internet se related Jaankari Share ki jati hai. Me Riajul Saho Khan (RJ) Hu.or Me Kosis karte hu.everyone ke comment me comment ke replay karunga.Ye mere Website(My Help Trick) ka kuch Rules hai. jinki madad se ham jo galat chij hai. unko alag kar sakte hai.or kisi bhi ke help achhi tarha se kar sakte.


Agar app in Rules ko nahi manogi toh.aapke comment ko �delete kar diya jayega.or bar bar hamare rules ke feup jane par ham Kaise kare jane ?? site par apko block kar denge, Jisme app us id block se aap dubara comment nahi kar payege.



Comment Me Sawal kaise puchhe ??




►Agar Appke Pass internet se samdhit koi bhi Problem toh comment kare. app kyu problem, kaha problem , kaise problem puri details me comment kare.

►Ha app chahe toh bata sakte hai. Post Kaise laga. post par koi kash problem mujhe share kar sakte hai.


Comment Rules




  1. Comment me aap koi bhi internet se related apna Sawal puch sakte hai or aapke Sawal ka Jawab aapko 24 hours ke andar mil jayega.

  2. Aap comment me kisi bhi prakar ka link share na kare or agar aapka koi blog ya site hai to apne blog ka link bhi comment me share na kare nahi to aapka comment remove kar diya jayega.

  3. Aap apne comment ke kisi bhi word me bhi link ka use na kare nahi to aapka comment spam mana jayega or delete kar diya jayega.

  4. Aapka comment mere approved karne ke baad show hoga matlab dikhega issliye aap ek hi comment baar baar na kare.

  5. Mera Website Hindi+Englisgh, Hinglish me hai to aap comment bhi kar sakte ho hindi ya Hinglish me. Aap hindi or english ke alawa agar aap or kisi bhasa me comment karege to aapko ho sakta hai uska jabab naa mile.

  6. koi bhi aesa comment approved nahi kiya jayega jo kosis ke bare Kuch bhi kahe.

  7. Agar aap comment ke jariye sirf apna promotion kar rahe ho to aapko comment remove ya delete kiya ja sakta hai.

  8. Aap koi bhi comment karoge uske liye hamare pass pura adhikar hai ki ham usko Edit,Delete, Remove, or Spam kar sakte hai.

  9. Agar app comment me profile hide karna chahate.toh app comment section me jaye or "name/url" ya "anonymous" ko select karke comment kare.

  10. Agar apke blog ya website toh app comment section me "name/url" ko select kare.app ke liye butter hoga.or app chahe toh or bhi profile se app comment kar sakte hai. Jaise ►Blogger/Google+,Live journal, wordpress, typepad, aim, openID, Name/url, Anonymous, yaha se koi ek se comment kar sakte hai.